Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah icon

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah

★★★★★
★★★★★
(4.44/5)

6.0Free6 years ago

Download Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah APK latest version Free for Android

Version 6.0
Update
Size 35.58 MB (37,310,346 bytes)
Developer Aafi Technologies
Category Apps, Books & Reference
Package Name com.aafi.kulliyatehuzoorbaqibillah
OS 4.0.3 and up

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah APPLICATION description

Hazoor Baqi Billah R.A ka Kalam, Rasaayl, Malfoozat aur Maqtoobat
Introduction and family Lineage:

Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila e Tareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshanda buzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqat sub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) of Hazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as Hazrat Mujaddid Alf Sani R.A).


He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkish family tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja ka laqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa e kamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na tha so he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563 eeswi and this was also the very year in which his spiritual disciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.

Education:

Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool e ilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik din aik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniya he badal di:
"War kanzo hadaiya natwaan waid Khudara
Aaena e dil been k kitabay bay azeen neest"

Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan ap ko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the k chain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon per haazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena e dil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanay laga.

In such type of ecstasy and travelling, it is said kay Hazrat Khwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kay samanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.


Caliphate:

Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dream and narrated:
"My eyes are waiting for you....!"
Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. Aur Hindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond ker Kharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil within two and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf Hazrat Ahmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.

Wisaal:

After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyal ko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap ka wisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just 40 years.

In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya hai aur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language main shamil ki gaye hai.
↓ Read more
Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 1 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 2 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 3 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 4 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 5 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 6 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 7 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 8 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 9 Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah screen 10

Old versions

Version Size Update
⇢ 6.0 (1 variants) ↓ 35.58 MB ◴ 6 years ago
⇢ 5.0 (1 variants) ↓ 35.58 MB ◴ 6 years ago
⇢ 4.0 (1 variants) ↓ 36.81 MB ◴ 6 years ago