Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu icon

Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu

★★★★★
★★★★★
(4.62/5)

1.3Free3 years ago

Download Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu APK latest version Free for Android

Version 1.3
Update
Size 8.61 MB (9,023,310 bytes)
Developer Deen-E-Haq
Category Apps, Books & Reference
Package Name com.deenehaqapps.surah.ikhlas.mushkilat.Hal.Islamic
OS 4.1 and up

Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu APPLICATION description

In This Urdu Application You Can Read The Benefits Of Surah Ikhlas.
In This Urdu Application You Can Read The Benefits Of Surah Ikhlas.
Surah Ikhlas Sa Apni Mushkilat Ko Hal Krain.

Ab Kisi Donghi Peer Ya Fakeer Kay Haton Lutnay Sa Bathr Ha Khud Apni Tamam Mushkilat Ko Hal Krain Or Allah Sa Madad Mangain.
Surah Ikhlas Ki Asi Karamaat Kay Jo Har Musalman Ko Maloom Honi Chyia.
Mian Biwi Main Mohabbad Pada Krain, Bacho K Lia, Na Mardagi Ka Ilaj Or Bhot Kuch Is Application Main.

Abhi Muft Download Krain Or Allah Sa Apni Mushkilat Ki Dua Mangain.
Is Surah key bohat sey fawaid hain:
Jo koi is surah ko 3 martaba parhe to us ko Quran Mukammal kerne jitna sawab milta hai..
Is key fawaid main ne nechy likhe hain:

1.Pagal Pan Ka Ilaaj:
jis kisi ko pagal pan key dore parte hon to dusra shakh ba wuzu haalat main 3 martaba Durood parhe aur 121 martaba yeh surah parh ker paani per dum ker key mareez ko 40 din tak pilaay to Allah Pak key fazl o karam sey mareez ki haalat theek ho jay gi....Inshallah.

2.Her namaz key baad 100 martaba is surah ka wird kerne wala dili sukoon aur Itmenan pata hai.

3.jo koi raat ko soney se pehle ba wuzu haalat main her roz 121 martaba is surah ko parhe aur so jay.rozana is surah key mamool se us ka shumar "saahibe kashf" main hone lagey ga.

4.ager kisi aurat ka khawand sharab pene ki buri aadat main mubtala hoto wo 7 martaba parh ker paani per dam ker key shohar ko pilaay to shohar ki yeh aadat choot jay gi.

5.jis kisi ne imtehan dena ho kamrahe imtehan main jate huey is surah pak ki wird kare to Allah usy imtehan main kamyabi ata farmaye ga.

6.ager kisi ko kisi sawal ka jawab maloom kerna ho to usy chahiye key Jumay ko nisf shab key waqt uth ker wuzu kare.2 Rakat namaz ada kare bad namaz 150 martaba "Ya Khabiro Ya Aahadu" parhe .phir wahen so jay.is tarah usy khawab main jo kuch nazar aaye wohi us key sawal ka jawab ho ga.

7.Dunyawi haajton key liye 490 martaba is surah ka wird kerna bohat mufeed hai.

8.jis key daant main dard ho wo yeh Surah 11 martaba parh ker 1 cup paani per dam kare aur din main chand baar pi le to daant ka dard khatam ho jay ga.

9.ager koi bemari ke galbe ki waja se be hosh ho jay to mareez key sarhane ba wuzu haalat main 313 martaba parne se mareez ki behoshi ki halat khatam ho jay gi.

10.jo koi her namaz key bad is surah ka wird apne naam key aadaad key mutabiq parhe to Allah Pak himmat o hosla ata farmata hai.

11.jo koi khana khate waqt is surah pak ka wird kare to jo khana khaye ga wo taaqat pohanchay ga.

12.jo koi her namaz key baad is surah ko 41 martaba parhe to us ko ilm ki dolat mile gi.


Some Main Topics Of This App In Urdu:

Surah Ikhlas Ka Fazail
Surah Ikhlas Ka Dam Shuda Tail.
Har Qasam Ka Dard K Lia.
Dard E Shaqiqa.
Mushkil Kushai K Lia.
Jado Ka Tor K Lia.
Shataini Asrat Sa Bachna K Lia.
Pagal Pan Door Krna K lia.
Galay Ka Amraz K Lia.
Hifazat E Hamal K Lia.
Bad Nazri K Lia.
Har Qisam K Bukhar K Lia.
Ziyarat E Rasool Akram (S.A.W.W) Kay Lia.
Jinat Ki Hazri K Lia.
Istakhara K Lia.
Qubaliat E Dua K Lia.
Izat O Martabay K Lia.
Har Khail Main Kamyabi K Lia.
Muqadma Main Qamiyabi k lia.
Qaid Sa Rehai K Lia.
Adaigai E Qarz K Lia.
Ghar Sa Bhagy Huay K LIa.
Hifazat K lia.
Sulah K Lia.
Hub Mohabbat K Lia.
Husband & Wife Main Mohabbat K Lia.
Pasand Ki ShADI K lia.
Tariqi K Lia.
Rizq K lia.
Biwi Ko Naik Banany K Lia.
Nahosuat Khatam Krna K lia.
Or Is K Ilawa Bhot Sa Wazaif Jo Ap Ki Zindagi Badal Dayin Gy.

Features:
Amazing Graphics.
Pinch To Zoom Option.
HD Pages.
Share Option.

Free Downlaod Now. You Can Also Use This Application Offline.
↓ Read more
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 1 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 2 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 3 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 4 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 5 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 6 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 7 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 8 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 9 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 10 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 11 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 12 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 13 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 14 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 15 Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screen 16

Old versions

Version Size Update
⇢ 1.3 (1 variants) ↓ 8.61 MB ◴ 3 years ago
⇢ 1.2 (1 variants) ↓ 7.37 MB ◴ 4 years ago
⇢ 1.0 (1 variants) ↓ 6.39 MB ◴ 6 years ago